Wapka Site Basic SEO in Hindi Part1
Hi dosto Jaisa ki maine pehle bhi seo k baare me aap sab ko bataya hai lekin aaj ham sikhenge ki wapka ki site pe sahi tarike se basic seo kaise ki jaati hai jisse ki aapko jyada se jyada visitors mile
iske liye hame site banate wakht kuch baato ka Dhayan rakkhna chahiye
Wapka site SEO Step 1
Hamare Video Ko Play kar ke dekhe acche se samajhne ke liye
- Site pe page banana bahut jaruri hai
- Jab aap page banaye to uska title unique and different honi chahiye
- Page me Tags lagana bhi bahut jaruri hai or tag ka code next post me main aapko dunga
- <h2> ye ek code hai jo main aapko video me samjhaunga ki use kaise lagana hai </h2>
Wapka site SEO Step 2
- ab aapko edit site - global setting - had tag me ja k - robots.txt file me - User-agent: * - set karna hai
- now piche aake matlab = edit site - global setting - had tag me ja k = Sitemap. xml me 1 se 500 tak likh k set kana hai . Example = 0, 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 11,........
- ab sitemap genrate karna hai agar nahi aata to hamara ye post padhe = Create Sitemap.xml
- ab site ko Google Wapmaster Tool me ja k aad kare phir site ko verify kare phir sitemap.xml add kare (agar aapko ye sab nahi aati toh comment kare main aapko next post me bataunga )
- ab roj last update karte rahe aapko jald hi bahut se users milne lagenge
Itna jab aap kar loge uske baad main aapko Wapka Ki advance Seo Sikhaunga agar koi Question Hai to aap comment me puch sakte ho
sir tags code kaha hai is post me
ReplyDeleteplese bataye
ye to titelcode hai na
ReplyDeleteh2> ye ek code hai jo main aapko video me samjhaunga ki use kaise lagana hai </h2
plese tags code de
ReplyDeleteBut if you know next to nothing about it, then what better way to get started than through the SEO basics? Because if you can master the basics, then the rest will be much easier for you.
ReplyDeletewhat are link pyramids